Urdu Poem : Sajan Ko Kya Bhooli Sorat Bha Sakti Hai reciting by Muhtarma Fakhira Batool & Badar Nazir Babarساجن کو کیا بھولی صورت بھا سکتی ہے
Manage episode 327095026 series 3126896
Urdu Poem : Sajan Ko Kya Bhooli Sorat Bha Sakti Hai
نظم : ساجن کو کیا بھولی صورت بھا سکتی ہے؟
Poets : Muhtarma Fakhira Batool (Fakahr e Pakistan Poets)
شاعرہ : محترمہ فاخرہ بتول صاحبہ
Reciting by Muhtarma Fakhira Batool & Badar Nazir Babar
صداکار : محترمہ فاخرہ بتول اور بدر ںزیربابر
Mere liye bohat aezaaz ki baat hai ke main yeh poem aaj aap sab ke saath share kar raha hoon. Muhtarma Fakhira Batool Ka bohat shukriya ada krna chahata hoon jinhon ne meri poetry reciting pasand ki aur meri husala afazai ki, Phir meri darkhwast par mere saath apni yeh poem apni aawaaz mein recrod karwaayee... Umeed hai aap doston ke yeh poem pasand aay gee. Bohat Shukriya
34 afleveringen