Aastha Jain openbaar
[search 0]
Download the App!
show episodes
 
Artwork
 
The science of aging is moving rapidly and making progress at defeating age-related diseases and aging itself. Live Longer World takes you right where the action is happening! Through conversations with scientists, entrepreneurs, investors and other advocates revolutionizing the field of longevity science, we tell you how you can be disease-free, reverse aging, and maximize longevity in the future. https://livelongerworld.substack.com/
  continue reading
 
Mera naam hai Monal Jain aur 'Whispering Wisdom' ke through main aapko le jaungi ek journey par - the journey of Self-discovery and Life-enhancement. Isme mere khud ke insights hain aur kai amazing guests ke bhi, jinhone apne aap ko dekha hai - through the Looking Glass. Main baahar se ek simple lady lagti hoon - lekin mere andar jhaank kar dekhenge toh aapko milega, duniya ko dekhne ka ek alag hi nazariya. Aur meri chhoti si aawaz mein, main share karna chahti hoon, woh saari wisdom jo Life ...
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Denis Noble and Michael Levin - two great minds in biology come together on Live Longer World.Denis Noble is a renowned biologist and pioneer in systems biology, known for his groundbreaking work on the electrical activity of the heart and his influential contributions to the understanding of biological systems. Denis is an advocate for taking a sy…
  continue reading
 
This interview is part of my series with Dr. Michael Levin where we interview significant people in the history of developmental bioelectricity.Dr. Mustafa Djamgoz was one of the first people to study the role of ion channels and bioelectricity in cancer, which he initially documented in a 1995 paper. His research showed that there was an uptake in…
  continue reading
 
Dr. Alfonso Martinez Arias is a development biologist and the author of the book The Master Builder: How the New Science of the Cell Is Rewriting the Story of Life. He also co-authored the biology textbook Principles of Development, which was awarded the Royal Society of Biology book prize. Episode Show Notes: https://livelongerworld.com/p/aarias O…
  continue reading
 
The following is a fascinating interview with Dr. Charley Lineweaver, who worked with Paul Davies on his work on cancer which we discuss. Episode Show Notes: https://livelongerworld.com/p/clineweaverTopics include: - the evolutionary and atavistic theory of cancer- the incorrectness of the somatic mutation theory of cancer- a novel take on attackin…
  continue reading
 
This is the third in my series with Dr. Michael Levin where we interview significant people in the history of developmental bioelectricity.Ken Robinson has a long list of accomplishments in the bioelectricity field, covering the role of electric fields in guiding cell migration and more generally the function of electrogenic epithelia in embryogene…
  continue reading
 
Ahinsa or non-violence is one of the core ideologies of Sanaatan Dharma. But what does nature teach us about it? And how do we assimilate a non-violent mindset into our being? In this thought-provoking episode, we delve into the complex relationship between non-violence and violence within nature's law. Discover how both forces are essential for ma…
  continue reading
 
This is the second of several interviews Michael Levin and I will do with significant people in the history of developmental bioelectricity. Min Zhao's work is focused on the role of ion currents and applied electric fields in cell migration and wound repair.Episode Show Notes: https://livelongerworld.com/p/mzhaoFind me: https://x.com/aasthajs Back…
  continue reading
 
In this episode, we delve into the life-changing power of self-communication and examine how the language we use to address ourselves shapes both our inner and outer worlds. Our guest explains the intricate role that self-talk plays in influencing our emotions, behaviors, and overall well-being. We explore the concept of Neuro-Linguistic Programmin…
  continue reading
 
In this episode, we dive into the important topic of ‘period power’, expanding on the physical, psychological, and spiritual importance of the menstrual cycle. Our guest, Sakshi Kalra shares profound insights on how understanding and respecting our bodily cycles can lead to greater wisdom and a deeper connection with ourselves. Further, she draws a…
  continue reading
 
Let’s embark on a transformative journey to explore the art of being a soulful traveler, turning any holiday into a pilgrimage. Discover how to infuse your journeys with purpose, mindfulness, and deep spiritual connection. Let's transform the way we travel, finding sacredness and meaning in every destination. Chalo ghoom ke aayein! “The real voyage…
  continue reading
 
Stephanie Seneff is the pioneer in raising concerns around glyphosate, a chemical and active ingredient in RoundUp and other pesticides, which has practically infiltrated our food system, water bodies, and soil. Glyphosate has been linked to several diseases including liver disease, autoimmunity, neurological disorders, reproductive issues, microbi…
  continue reading
 
Join me as I share the profound life lessons I learned from the serene mountains and inspiring people of Himachal Pradesh. Discover how their simplicity, resilience, and deep connection to nature can enhance our own holistic well-being and enrich our life's journey. Tune in for an episode filled with wisdom and a touch of mountain magic. “The mount…
  continue reading
 
Mere saath kadam rakhiye ‘yaadon ki baaraat’ mein. Dekhiye kaise aankhon se kheenchi tasveer mann ke album mein ek gehri chhaap chhod jaati hai, jo kisi bhi camera se karna possible nahi hai. Iss life lesson mein janiye kaise life ke precious moments ko apne mindful presence se aap cherished memories banana sakte hain. Kaise un chhote-bade palon ko…
  continue reading
 
“With age comes wisdom, but sometimes age comes alone.” - Oscar Wilde Aisi hi ek challenging age hai mid-life, jisme kaafi log identity crisis, uncertainty aur self-doubt se guzarte hain. Late 30s se shuru hokar 60s tak mein kabhi bhi hone wala mid-life crisis, physical, mental aur spiritual changes lekar aata hai jiski wajah se life ek naya mod bh…
  continue reading
 
Miracle ko hum ek paranormal phenomenon maante hain. Something strange, something impossible, something unexpected. Lekin kya life kisi bhi roop mein karishma dikha sakti hai? Maybe yes. However, ye iss baat par zyada depend karta hai ki hum life ke miracle ko dekh paate hain ya nahi. Iss episode mein mere saath iss life lesson ko seekhiye ki kaise…
  continue reading
 
This is the first of several interviews Michael Levin and I will do with significant people in the history of developmental bioelectricity. Richard Nuccitelli is a legend, having invented (with Lionel Jaffe, in 1974) the Vibrating Probe - a technique that allowed the non-invasive sensing of ion currents around living tissues. This is about a ~1 hou…
  continue reading
 
"Faith is taking the first step even when you don't see the whole staircase." — Martin Luther King, Jr. Faith..belief..shraddha..vishwaas..maanavta ko ye sadiyon se ye raasta dikhata aa raha hai. Duniya-bhar mein har culture ne apne se badhkar koi astitva ko mehsoos kiya hai aur uss par bharosa kiya hai. Ye vishwaas hi mushkilon ke samay mein asha …
  continue reading
 
Dr. Mikkael Sekeres is the author of the book The Drugs and FDA. He served as the chair of the Oncology Drugs Advisory Committee of the FDA, and was on the jury for the controversial trial of the breast cancer drug Avastin.We discuss:- The history of the FDA,- The trial of Avastin which got FDA approval in 2008 and revoked in 2011- FDA's funding me…
  continue reading
 
Iss duniya mein kadam rakhte hi hum life ki school mein admission le lete hain. Har moment humara teacher ban jaata hai aur har experience ek naya lesson. Isliye education ek life-long process hai jo learning, unlearning aur relearning ki neev par bana hua hai. Iss episode mein hum dekhenge ki kaise life lessons sab se unexpected jagahon mein ek kh…
  continue reading
 
Kya aapne kabhi socha hai ki kyon vibhinn dharmon mein, bhojan ko lekar itne saare rules aur taboos hain? Food ka kya role hai bhakti ki abhivyakti mein? Humare religious teachings kaise humare khaane-peene ko regulate karte hain? Inn puzzling questions ko solve karne ke liye suniye ye episode. Samajhiye humare aahaar ka cultural aur spiritual sign…
  continue reading
 
Kya aap chinta se ghire rehte hain? Tension mat leejiye. Aap ke liye iss aam condition ke liye kuchh khaas upaay layi hoon iss baar. Ye ek informative episode hai jisme compulsive worrying ke peechhe ka science bhi samjhaya hai aur stress management techniques bhi share kee hain. Kuchh actionable strategies jaaniye jisse aap iss chronic habit se ap…
  continue reading
 
Stories bachpan se humari life ka atoot hissa rahi hain. Kabhi hansaati..kabhi rulaati..kabhi daraati..toh kabhi inspire karti..Ye undoubtedly hum par gehri chhaap chhod jaati hain. Lekin kya aapko pata hai ki isey ek powerful tool ki tarah use kar sakte hain apne aap ko behtar samajhne ke liye? Stories humare mental aur emotional state ko explore …
  continue reading
 
Mann ki duniya mein ek shaktishaali taakat hai - humaare vichaar. Ve humare anubhavon aur sapnon ko aakar dete hain. Ve humein aasman chhoone ke kaabil banaa sakte hain ya darr aur sandeh ki gehraiyon mein gira sakte hain. Itihaas gawah hai, great thinkers ne iss power ke sahi use se bade-bade kaarnaame kar dikhaye. Isliye chaliye, hum bhi iss powe…
  continue reading
 
Life agar ek gift hai toh death uss gift ko appreciate karne ka zariya. Life aur death ek hi coin ke 2 sides hain. Ye ultimate paradox hai, jisme beginning aur ending ka sangam hai, ek state se doosre mein transition ka rasta. Har moment jab marta hai tab hi naye moment ka janm hota hai. Phir bhi jab ek zindagi ke end ki baat aati hai toh ‘mrityu’ …
  continue reading
 
Hum jab iss tezi se bhaagti duniya mein apna raasta banaate hain, toh zyadatar productivity aur output ko pradhaanta dete hain. Hum koshish karne mein lage rehte hain ki kaise zyada se zyada action humaare din mein aur lifestyle mein fit kar lein. Aur iss hi ke wajah se hum physical aur mental exhaustion ki taraf badh rahe hain. Ye ab spasht ho gay…
  continue reading
 
Parenting ek mauka hai jo humen life se milta hai. Kis cheez ka mauka? Apna jeevan ek naye sirey se create karne ka. Jitni bhi mental conditioning banaa rakhi hain usse baahar nikalkar jaankne ka. Life ko ek bachche ke nazariye se dekhne ka taaki ek fresh perspective baney. Lekin hum uljhanon mein fans jaate hain ye samajhne ki taak mein ki humare …
  continue reading
 
Kya insaan apna sansaar banaata hai ya yeh sansaar insaan ko? Kya hai humare isme hone ki wajah? Aur kya hai humara wajood? Chalte hain hum ek soul searching adventure par, jisme philosophy aur spirituality ke sangam se apne aap tak pohonchne ka raasta tai karenge. Iss episode mein, mere personal thoughts, metaphors aur experts ke views, sab milkar…
  continue reading
 
Apne andar SIP yani Supreme Immortal Power ko kaise dekh sakte hain? Spiritual awakening kab aur kaise shuru hoti hai? Enlighten hona kise kehte hain? Aur moksh ke raaste par, ek awakened insaan kin challenges ko experience kar sakta hai? Agar spirituality ko lekar aapke mann mein kai puzzling questions hain toh iss episode mein aap ko guidance mil…
  continue reading
 
Iss baar aap ko main bataa rahi hoon kuchh fundamental universal principles ke bbare mein jin se humari reality ka fabric buna gaya hai. Law of Attraction ho ya Law of Cause & Effect, har ek cosmic law Universe ke functioning par aapko ek unique perspective dega. Manifestation ke secrets apnaiye, positive energy ka power pehchaaniye aur humari inte…
  continue reading
 
Iss naye saal ko ek transformative year banaiye. 2024 mein aise resolutions banana seekhiye jo aap ke jeevan ki raah ko ek nayi disha de sakein. Samajhiye resolutions ke peeche ki psychology aur kyon hum unhe nibha nahi paate. Jaaniye kaise aap realistic aur meaningful goals banaa sakte hain jo aapki values aur dreams se mel khaate hon. Also, apne …
  continue reading
 
Fulfillment kya hai? Aur kaise life ke challenges aur painful situations mein bhi hum fulfilled, satisfied aur content mehsoos kar sakte hain? Aise kuchh sawaalon ke jawaab aapko milenge iss episode mein. Miliye Nidhi se, jo ek Life Fulfillment Coach hain. Woh special-needs parents aur women ke empowerment ke liye kaam karti hain. Being a special-n…
  continue reading
 
Socialising ek enjoyable act ke bajaay, ek unwanted responsibility ban jaaye toh kya hota hai? Iss episode mein maine social events ki duniya ko explore kiya hai, jisey invitee aur inviter, dono ke viewpoints se samjhaya hai. Isme suniye ki kaise society ke rules aur pressures iss maamle mein humein affect karte hain. Aur kaise humara personal outl…
  continue reading
 
Mindfulness kya hota hai? Ye mere liye hai ya nahi? Aur iske kya faayde hain? Agar aise sawaal aapke mann mein uthte hain aur aapko samajh nahi aaya ho ki kaise iss concept ko kaise samjhein toh ye duvidha ka solution lekar aayi hain humari iss baar ki guest, Geetika Arora Bhojak, jo University of Oxford se trained ek Mindfulness Based Cognitive Th…
  continue reading
 
‘The Four Agreements’ book jiske writer hain don Miguel Ruiz, huemin life mein banaye gaye unconscious, mental agreements se aware karaati hai jo humaari life ke sab areas ko affect karte hain. Apni Toltec legacy se inspire hokar unhone huemein 4 naye agreements diye hain, jin se hum puraane, limiting agreements ko overcome kar sakte hain. Iss epis…
  continue reading
 
Don Miguel Ruiz ki transformative book ‘The Four Agreements’ ka gist hai ye episode jise maine 2 parts mein split kiya hai. Ancient Toltec teachings ki deep wisdom par based hai ye book jo human psychology ko achhe se samjhaati ha. Iss timeless guidance mein se distill karke 4 powerful Agreements humein author ne diye hain. Inhe adopt karne par lif…
  continue reading
 
Chahe aap early riser ho ya night owl, aapko milengi ek effective morning routine banaane ki tips. Jaaniye kaun se rituals aapko ek achhi morning se ek successful day ki taraf le jaane mein kaam aa sakte hain. Saath hi banaaiye apna ‘Good Day Manifesto’ jo, with time, aapko apne days effectively aur consciously craft karne ka power dega. Have a Goo…
  continue reading
 
Aap shayad pait mein kai raaz chhupa sakte hain. Lekin aapke pait aur poore gut system main kya raaz chhupe hain? Iss topic par kuchh baatein share ki hain ek integrative nutritionist health coach Payal Kothari ne. Iss episode mein suniye ki gut health ka impact humare overall well-being par kaise hota hai. Gut bacteria, prebiotics aur probiotics k…
  continue reading
 
Janam lene ke baad bhi apne pehle ghar - humari maa ke garbh se humara rishta humesha banaa rehta hai. Iss hi tarah, jagat janani ‘Aadya Shakti’ jo iss poore jagat ko apne garbh mein samaaye hue hai, uss se kya hain humare rishte ke maayne? Kyon hum apni womb ki wisdom se dur ho cuke hain? Iss baar hum ye topic par baat karenge Swati Sule ji se jo …
  continue reading
 
Dr. Jennifer Garrison is a an Assistant professor at the Buck Institute for research on aging where she studies women's reproductive aging. In today’s conversation we discussed menopause and it’s effect on women’s health, hormone replacement therapy, and how increasing the number of quality eggs a woman has at age 40 by just 1% can be a game change…
  continue reading
 
Disagreement se dispute tak…jhagde se jung tak…kyon insaan mein se insaaniyat kabhi-kabhi khatm ho jati hai. Conflicts ke reasons aur resolutions ke baare mein kuchh vichaar hain ye. #MonalWhispers #WhisperingWisdom #SpiritualCoach #Podcaster #Mindfulness #HindiBytes #HindiPodcast #LifeLessons #SelfGrowth #InspiredToImpact #WordsOfWisdom #EmpowerAn…
  continue reading
 
Iss episode mein hai ek academician aur wellness entrepreneur ke saath slow living par ek vartalaap. Aap sunenge ki Mr. Mohit Patel ne kis ideology ko dhyaan mein rakhte hue, against many odds, apne progressive aur decidedly different school ‘Northstar’ ko shape kiya. Aur kaise nature connection aur mindfulness ke through ye new generation ko ek me…
  continue reading
 
Bachpan mein bhale hi aap Maths ko pasand naa karte hon lekin life ki problems se upar uthne mein algebra ka important role hai. Aur yeh kaise ho sakta hai ise jaanne ke liye hum ek movie ke plot ko samajhte aur apply karte hain. #MonalWhispers #WhisperingWisdom #SpiritualCoach #Podcaster #Mindfulness #HindiBytes #HindiPodcast #LifeLessons #SelfGro…
  continue reading
 
Suraj ki kiranon mein kya raaz chhupe hain? Kaise yeh humaari life ke liye ek ray of hope lekar aati hai. Suniye kya hai relevance Sun God ka ek spiritual aur scientific perspective se. If you like the show please subscribe & do not forget to press the 'bell' icon. Connect with me across Social Media platforms ; @MonalWhispers : · Website : http://…
  continue reading
 
Iss episode mein aap sunenge ek candid lekin heart-felt conversation. Personal life stories sab se powerful medium hoti hain zindagi ko mehsoos karne ke liye. Kisi aur ki journey mein kabhi-kabhi khud ki jhalak dikh jaati hai. Suniye kaise meri iss friend ne life ke alag-alag phases mein apne aap ko samjha - life ke kya experiences usey wellness ex…
  continue reading
 
Suniye khushi khareedne ki trick jo ek Angel ne mujhe sikhayi hai. If you like the show please subscribe & do not forget to press the 'bell' icon. Connect with me across Social Media platforms ; @MonalWhispers : · Website : http://monalwhispers.com/ · Instagram : https://www.instagram.com/monalwhispers/ · Youtube : https://www.youtube.com/channel/U…
  continue reading
 
Iss cozy episode mein discover keejiye Denmark ke citizens ka ek secret. Hum ‘hygge’ naam ke concept mein deep dive karenge jo hai ek joyful life jeene ka andaaz. Jaaniye ki ‘hygge’ kya hai, ye kaise khushi badhaata hai aur kya hai iski duniya-bhar mein pouplarity ka reason. Candles ki timtimaati roshni se lekar warm,fuzzy blankets tak aur comfort …
  continue reading
 
Life mein bharose ki neev ko t kyon mazboot karna hai zaroori. If you like the show please subscribe & do not forget to press the 'bell' icon. Connect with me across Social Media platforms ; @MonalWhispers : · Website : http://monalwhispers.com/ · Instagram : https://www.instagram.com/monalwhispers/ · Youtube : https://www.youtube.com/channel/UCX-6…
  continue reading
 
Shuru ho raha hai Season 2 ek break ke baad. Aur iss break mein kya realisations huey mujhe uske baare mein baat ki hai iss teaser mein. Stay tuned for more! If you like the show please subscribe & do not forget to press the 'bell' icon. Connect with me across Social Media platforms ; @MonalWhispers : · Website : http://monalwhispers.com/ · Instagr…
  continue reading
 
Kehte hain opposites attract. Dvait bhaav ya ‘Universal Law of Duality’ prakriti mein aur humare jeevan ke har kshetra mein maujood hai. Subah-shaam, din-raat, jwar-bhaata, chhota-badaa, achha-bura, naya-purana, sahi-galat, thanda-garam….opposing values ka presence har jagah dekhne ko milta hai. Ye opposites sirf surface level ke hi nahi hote balki…
  continue reading
 
Iss relaxing episode mein aap sunenge: Balance ka importance life ko fully jeene ke liye Pause - bhaagti duniya mein kaise thehraav laayein Expressive arts kyon zaroori hain Meditation kya hai? Mindfulness ke concept ko samjhein Gunjan Adya ek artist hain jo mindfulness-based activities sikhati hain. Apne venture ‘Tula Journey’ ke through kai mindf…
  continue reading
 
Loading …

Korte handleiding